Do Din
Artist:
Shiraz Uppal
Lyrics Contributed
By:
Do Dinon Ki Mulaqaat Ko Jaanay Kia Main Samajh Betha

Joohtay Iqraar Ko Palkain Deedaar Ko
Jaanay Kyon Pyaar Samajh Betha
Do Dinon Ki Mulaqaat Ko Jaanay Kia Main Samajh Betha
Zindagi Say To Nikal Hi Gaye Ho Par Sochta Hoon Tumko Nikaaloon Kaisay Dil Say
Dil To Woh Phool Ban Gaya Hai Murjha Chuka Jo Khil Kay
Mausam Tha Khiza Ka Par Main Bahar Samajh Betha
Do Dinon Ki Mulaqaat Ko Jaanay Kia Main Samajh Betha
Kaisay Bhula Doon Main Un Lamhon Ko Jab Tumsay Nazrain Achanak Appni Milee Theen Kaisee Thi Woh Muskurahat Kyon Woh Palkain Jhooki Theen
Woh Tera Inkaar Tha Par Main Iqraar Samajh Betha
Do Dinon Ki Mulaqaat Ko Jaanay Kia Main Samajh Betha
Joohtay Iqraar Ko Palkain Deedar Ko Jaanay Kyon Pyaar Samajh Betha

|