Tum Zindagi Ko Gham (Original)
Artist: Noor Jehan
Lyrics Contributed By: Syeda Dil Shah


tum zindagi ko ghum ka fasana bana gay, ankhon mein intezaar ki duniya basa gay...
tum say thi mere piyar ki duniya basi hui ....tum say thi zindagi kay andheron mein roshni, tum kiya gay chiraghe mohabbat bhuja gay....
tum zindagi ko ghum ka fasana bana gay....
duniya ujar gayee mere sabr o qarar ki......... ro ro ke raat kat ti hoon intezaar ki, jub chand per pari nazar tum yaad a gay...