Ajnabi
Artist:
Nazia Hasan
Lyrics Contributed
By:
Jab Say Mainay Dekha Tujhay Phir Chain Aaya Nahin
Zindagi Hai Teray Bagair Jis Tarhan Ajnabi
Jab Say Mainay Dekha Tujhay Phir Main Soi Nahin
Zindagi Hai Teray Bagair Har Ghadi Ajnabi
Dukh Kay Saagar Main Hoon Doob Rahi Kis Kinaray Na Lagay
Yeh Hawa Baadbaa'n Say Kahay Har Taraf Hai Ik Toofa'n
Rokay Kon Aandhi Ko Roay Khud Jab Aasman
Aasman
Jab Say Mainay Dekha Tujhay Phir Chain Aaya Nahin
Zindagi Hai Teray Bagair Har Gadi Ajnabi
Shabnam Palkon Main Hai Aa Ruki Kho Gai Hai Saari Khushi
Yeh Milan Yeh Lagan Yeh Agan Tujh Bin Hai Ik Saza
Jeenay Ka Koi To Mil Sakay Raasta
Raasta
Jab Say Mainay Dekha Tujhay Phir Chain Aaya Nahin
Zindagi Hai Teray Bagair Jis Tarhan Ajnabi
Jab Say Mainay Dekha Tujhay Phir Main Soi Nahin
Zindagi Hai Teray Bagair Har Ghadi Ajnabi
|