Rahein
Artist: Mizmar
Lyrics Contributed By: Shaima [taimoo]


haan haan
aaahaann...
aaj nahi tu mere paas
choot gaya kiyon tera saath
yaadon se teri bujhate hain pyaas
bhool gaya jo waqt tu hai mujhko yaad

badli hain kiyon teri raahein
begaani hoi kiyon baahein
tanha kiyon guzre ye shaamein

aaahaaan....aaaaaaa.
kaash sune tu meri baat
itni sooni hai har aik raat
baatein sab teri aati hain yaad
aankhon ko meri hai teri talaash

badli hain kiyon teri raahein
begaani hoi kiyon baahein
tanha kiyon guzre ye shaamein

bhoolta nahi tera pyar
kiska keroon intezaar

badli hain kiyon teri raahein
begaani hoi kiyon baahein
tanha kiyon guzre ye shaamein

aahaan..aaaaaaanhaan