Teri Yaad
Artist: Jal
Lyrics Contributed By: Kam


TERI YAAD
--------------
Teri yaad aye jab mujh ko, main laut aaon ga
woh bheegi yaad aur baarish boondein
main bheeg jaoon gaa

faaslay simat na sakayl raastay jo mitt na sakay
in faaslon ko simtana hai; in raaston pay

yeh dil ki baat, koi jaaney na jaaney; main keh jaoon gaa
woh teray saath guzaaray lamhay, na bhool paoon gaa
jo sapnay sajaye dil se, khushi ke pal; bitaye mil kay

kya paya main ney kya khoya
kab jaga hoon main kab soya

teri har baat rulaye jab mujh ko, main laut aaoon gaa
teri woh chah, sataye jab mujh ko, main kho jaoon gaa