Woh Larki Hay
Artist:
Films
Lyrics Contributed
By: Ehtasham-ul-haq
woh ladki hai ya jadoo
woh ladki hai ya jadoo
woh ladki hai ya jadoo
ho ank kawanlti, chaal badalti
kabhi wafati, kabhi hayati
chalti phirti, baat sawati
daikh kay uus ko, bhulain sub ko
daikh kay uus ko, bhulain sub ko
dil pay raha na kabu
woh ladki hai ya jadoo
woh ladki hai ya jadoo
sonay si nazar, chandi si kamar
woh jai jidar, duniya ho udhar
ho zulfon may simat kay shaam dhalay
sadmon talay lipat kay dhoop chalay
jab daikha tah, aik hi thi woh
jab daikha tah, aik hi thi woh
ab to woh hai har soo
woh ladki hai ya jadoo
woh ladki hai ya jadoo
saawan ki jhardi, phulon ki lardi
khabon ki pari, kismat ki ghardi
ho naghmon say bhara ek saz hai woh
chahat ka naya azdaaz hai woh
din chamkai, raat sajayay
dil kay pyar ki khusboo
woh ladki hai ya jadoo
woh ladki hai ya jadoo
ho ank kawanlti, han chaal badalti
kabhi wafati, kabhi hayati
chalti phirti, baat sawati
daikh kay uus ko, bhulain sub ko
daikh kay uus ko, bhulain sub ko
dil pay raha na kabu
woh ladki hai ya jadoo
woh ladki hai ya jadoo
|