Koi Darwazah
Artist: Ali Haider
Lyrics Contributed By: MahGul


koyi darwazah band ho na koyi khirki
batian jala do ghar ki
aanai wala hai koyi

koyi darwazah band ho na koyi khirki
batian jala do ghar ki
aanai wala hai koyi

galion galion mein khushian ghoomein
bhavnre kalion ko choomein
dil hogaya kisi ka

galion galion mein khushian ghoomein
bhavnre kalion ko choomein
dil hogaya kisi ka
ke intezar mein bhi kya maza hai
kesa haseen sama hai
aanai wala hai koyi

koyi darwazah band ho na koyi khirki
batian jala do ghar ki
aanai wala hai koyi

chaahaton ke deep jala ke
raahon ko mehka ke gayein geet suhanaa

chaahaton ke deep jala ke
raahon ko mehka ke gayein geet suhana
khushboo ban kar koyi saanso mein bas gaya hai
yeh waqt tham gaya hai
aanai wala hai koyi

koyi darwazah band ho na koyi khirki
batian jala do ghar ki
aanai wala hai koyi

aanai wala hai koyi

koyi darwazah band ho na koyi khirki
batian jala do ghar ki
aanai wala hai koyi

aanai wala hai koyi
aanai wala hai koyi
aanai wala hai koyi
aanai wala hai koyi
aanai wala hai koyi
aanai wala hai koyi
aanai wala hai koyi